आईबीपीएस बैंक परीक्षा की तैयारी कैसे करे?
आईबीपीएस एक बहुत ही लोकप्रिय बैंक परीक्षा है। हर साल लगभग दस लाख से ज्यादा स्टूडेंट्स इस परीक्षा के लिए अप्लाई करते है आईबीपीएस विभाग विभिन्न प्रकार के पदों के लिये भर्तिया (Recruitment) निकलता रहता है।
अधिकांश उम्मीदवारों को इस परीक्षा का ज्ञान नहीं होता है वे सीधे ही आईबीपीएस बैंक परीक्षा के लिए तैयारी करने लग जाते है. आईबीपीएस परीक्षा की तैयारी का सबसे पहला नियम तो यह है की आपको इस परीक्षा के बारे में सम्पूर्ण जानकारी होना आवश्यक है। तभी आप यह निर्णय कर पाओगे की परीक्षा की तैयारी कैसे और कहा से शुरू करनी है।
आईबीपीएस परीक्षा क्या है? What is IBPS Exam?
बैंकिंग कार्मिक चयन संस्थान (Institute of Banking Personnel Selection) जिसे हम शोर्ट फॉर्म में “IBPS” के नाम से जानते है। आईबीपीएस विभाग इसमें हिस्सा लेने वाले बैंकों और संस्थाओं के लिये विभिन्न परीक्षाए कराता है जैसे की – आईबीपीएस पीओ परीक्षा, आईबीपीएस क्लर्क परीक्षा, आईबीपीएस स्पेशलिस्ट ऑफिसर परीक्षा (IBPS Specialist Officer Exam), आईबीपीएस आरआरबी परीक्षा
आईबीपीएस परीक्षा की प्रक्रिया
आईबीपीएस एग्जाम तीन चरणों में पूरा होता है – सबसे प्रथम है प्रारम्भिक परीक्षा फिर दूसरा चरण है मुख्य परीक्षा (Mains Exam) और दोनों ही चरणों में उत्तीर्ण होने वाले अभियार्थी आखरी चरण में हिस्सा लेने योग्य होते है तीसरा चरण साक्षात्कार (Interview) होता है। (नोट :- आईबीपीएस क्लर्क परीक्षा में साक्षात्कार नहीं होता है)
निचे दी गई टेबल में आप आईबीपीएस प्री और मैन्स का एग्जाम पैटर्न, विषय (Subjects), अंक (Marks), समय अवधि (Time Duration) चेक कर सकते है:-
परीक्षा | प्रथम चरण | दूसरा चरण | तीसरा चरण |
आईबीपीएस पीओ परीक्षा | प्रीलिम्स | मैन्स | साक्षात्कार |
आईबीपीएस क्लर्क परीक्षा | प्रीलिम्स | मैन्स | – |
स्पेशलिस्ट ऑफिसर परीक्षा | – | मैन्स | साक्षात्कार |
आईबीपीएस आरआरबी परीक्षा | प्रीलिम्स | मैन्स | साक्षात्कार |
नोट – यह ध्यान रखे की आपके सम्पूर्ण स्कोर पर नकारात्मक अंकन (Negative Marking) भी होंगे। हर गलत जवाब के लिए (0.25) अंक आपके स्कोर में से काट लिए जाएँगे। इसलिए ज्यादा लप्पे या अंदाज़े लगाने की कोशिश न करे नही तो सही किये हुए प्रश्नों के अंक भी काट लिए जाएँगे।
आईबीपीएस परीक्षा के लिए क्या – क्या तैयार करे?
बैंक परीक्षा की तैयारी के लिए सबसे पहले तो आपको आईबीपीएस परीक्षा सिलेबस जानना आवश्यक है। हम यहाँ आईबीपीएस परीक्षा के प्रमुख विषयों (Major Topics) के बारे में बात करेंगे।
मुख्य विषय –
- रीजनिंग (Reasoning)
- अंग्रेजी भाषा (English Language)
- समान्य ज्ञान (General Knowledge)
- मात्रात्मक योग्यता (Quantitative Aptitude)
- Computer (कंप्यूटर)
Bank clerk kya hota hai
Kisi bhi bank me front counter ya cash counter par baitha vyakti clerk (लिपिक) hota hai. Bank me bahut se kaam hote hai jaise paise ka lenden, Loan, Insurance, Account statement or Passbook, RTGS, NEFT aadi tarah ke kary hote hai. Adhiktar banko me clerk yah kaam karta hai or Officer use authorize karta hai. is tarah se koi bhi kaam pahle bank clerk ke paas jaata hai fir vo uski computer entry karke officer/PO ko forward kar deta hai jise officer authorize karta hai.
Bank clerk ki timing and salary kya hai
Nationalize banks me clerk ka timing labhag 7 Hours ka hota hai jo Subah 10:30 se 5:30 tak ho sakta hai. iske alava unhe Week me 4 Sunday or Second or fourth Saturday ka bhi holiday milta hai. Nationalize banks me clerk ki salary shuruaat me Basic 11765 + DA + other allowance total lagbhag 20,000 hoti hai.
Bank clerk kaise bante hai.
Bank me clerk banne ke liye aapko sabse pahle aapka graduation pura karna hota hai. aap kisi bhi subject me graduation karne ke baad bank clerk ke liye eligible ho jate hai. graduation ho jane ke baad aap IBPS clerk ki exam de sakte ho jo pichle kuch varsho se lagatar ho rahi hai. IBPS clerk CWE Pre and mains nikalne ke baad aapko joining date de di jati hai kuch banko me direct joining mil jati hai to kuch banko me 15Days se 1 Month ki training ke baad joining de jaati hai.
Bank PO kya hota hai
PO matlab Probationary officer Jaisa ki aapne upar pada ki bank me clerk kisi bhi work ko computer me post karta hai or use officer use authorize karta hai to jo authorize kata hai vah vyakti PO kahlata hai. vais bank me kisi bhi vyakti ko PO ke naam se nahi jaana jaata hai officer ya dy manager /asst manager ke naam se jana jaata hai chuki officer joining date se kuch samay tak probation period par rahta hai isliye use probationary officer PO kahte hai. Bank clerk PO kaise bane
Bank PO ki salary and timing
Bank PO ki timing clerk se thodi jyada ho sakti hai kai bank ki badi brancho me der tak bank khulne tak ya kaam pura nahi hone tak PO ko branch me rukna padta hai. or PO ki salary clerk se jyada hoti hai shuruaat me he lagbhag 40,000 salary hoti hai or iske saath saath any kai suvidha bank PO ko milti hai.
Bank PO banne ke liye kya kare
Bank me PO banne ke liye aapko Graduation ke baad IBPS PO ki pre or mains clear karna hoti hai clerk ke comparison me PO ki exam thodi mushkil hoti hai kintu ise bhi thodi mehnat karke nikala ja sakta hai. Ye dono exam clear karne ke baad aapko Interview ke liye bulaya jata hai interview me select hue candidate ko bank bank allot ki jati hai or fir use training dekar bank me joining ke liye bhej diya jaata hai.